——******——

20 12 2006

Zehr dete hain tou kehtey hain peena hoga 
Jab pee laitay hain tou kehtey hain jeena ho ga





——******——

20 12 2006

Jise le gayi abhi hawa,wo wurq tha dil ki kitab ka
kahin anso’on se mita hoa,kahin anso’on se likha hoa





——******——

20 12 2006

Ishq ki aakhri hadon mein hun , raakh hun , Ab Aur jal nahin sakta





——–******——–

23 11 2006

Shaayad khushi ka daur bhi aa jaaye bohat jald..

yeh gam bhi toh mile hai tamanna kiye bagair…..